Sunday, 9 September 2018

Zindagi

Zindagi ek Jang hain.. zindagi hamari problems se Bhari hui hain aur hamara Kam hain iska solution nikalna.. main dekh Raha hoon ajkal Kaye sare log frustrated hote hain Apne life se. Akhir Aisa kya hota hain ki kuch insan Taron ki tarah chamakne lagte Hain aur kuch chuho ki Dor main lage rehte hain. Iska main Karan yeh hain ki humari soch hi galat hain.. hum sochte hain ki zindagi bhar padhke hi hum is duniya ki sari Khushi hasil kar lenge jabki haqiqat toh yeh hain ki jab tak is duniya me padhai ka MATLAB naukri pana Hogan tab tak samaj sirf nokar hi peda honge... Main naukri ke khilaf nahin hoon main bas itna kehna chahta hoon ki Jo bhi karo Dil se karo.. kisi ke dawab me akar mat karo.. I hope yeh article apke bahut Kam ayega... Agar kuch sujhab Dena ho toh mujhe comments mein likh kar vejo... Thank you.

1 comment: